Shiv Chalisa
Download PDF

Shiv Chalisa

The Shiv Chalisa — the forty-verse hymn to Bhagwan Shiva (Mahadev, Bholenath), recited for strength, peace and the fulfilment of wishes.

जय गणेश गिरिजा सुवन, मंगल मूल सुजान।
कहत अयोध्यादास तुम, देउ अभय वरदान॥

जय गिरिजा पति दीन दयाला। सदा करत सन्तन प्रतिपाला॥
भाल चन्द्रमा सोहत नीके। कानन कुण्डल नागफनी के॥

अंग गौर शिर गंग बहाये। मुण्डमाल तन क्षार लगाये॥
वस्त्र खाल बाघम्बर सोहे। छवि को देखि नाग मन मोहे॥

मैना मातु की हवे दुलारी। बाम अंग सोहत छवि न्यारी॥
कर त्रिशूल सोहत छवि भारी। करत सदा शत्रुन क्षयकारी॥

नन्दि गणेश सोहैं तहँ कैसे। सागर मध्य कमल हैं जैसे॥
कार्तिक श्याम और गणराऊ। या छवि को कहि जात न काऊ॥

देवन जबहीं जाय पुकारा। तब ही दुख प्रभु आप निवारा॥
किया उपद्रव तारक भारी। देवन सब मिलि तुमहिं जुहारी॥

तुरत षडानन आप पठायउ। लव निमेष महँ मारि गिरायउ॥
आप जलंधर असुर संहारा। सुयश तुम्हार विदित संसारा॥

त्रिपुरासुर सन युद्ध मचाई। सबहिं कृपा कर लीन बचाई॥
किया तपहिं भागीरथ भारी। पुरब प्रतिज्ञा तासु पुरारी॥

दानिन महँ तुम सम कोउ नाहीं। सेवक स्तुति करत सदाहीं॥
वेद माहिं महिमा तुम गाई। अकथ अनादि भेद नहिं पाई॥

प्रकटे उदधि मन्थन में ज्वाला। जरत सुरासुर भए विहाला॥
कीन्ह दया तहँ करी सहाई। नीलकण्ठ तब नाम कहाई॥

पूजन रामचन्द्र जब कीन्हा। जीत के लंक विभीषण दीन्हा॥
सहस कमल में हो रहे धारी। कीन्ह परीक्षा तबहिं पुरारी॥

एक कमल प्रभु राखेउ जोई। कमल नयन पूजन चहं सोई॥
कठिन भक्ति देखी प्रभु शंकर। भये प्रसन्न दिए इच्छित वर॥

जय जय जय अनन्त अविनाशी। करत कृपा सब के घटवासी॥
दुष्ट सकल नित मोहि सतावैं। भ्रमत रहौं मोहे चैन न आवैं॥

त्राहि त्राहि मैं नाथ पुकारो। येहि अवसर मोहि आन उबारो॥
ले त्रिशूल शत्रुन को मारो। संकट से मोहि आन उबारो॥

मात-पिता भ्राता सब होई। संकट में पूछत नहिं कोई॥
स्वामी एक है आस तुम्हारी। आय हरहु मम संकट भारी॥

धन निर्धन को देत सदाहीं। जो कोई जाँचे सो फल पाहीं॥
अस्तुति केहि विधि करौं तुम्हारी। क्षमहु नाथ अब चूक हमारी॥

शंकर हो संकट के नाशन। मंगल कारण विघ्न विनाशन॥
योगी यति मुनि ध्यान लगावैं। शारद नारद शीश नवावैं॥

नमो नमो जय नमः शिवाय। सुर ब्रह्मादिक पार न पाय॥
जो यह पाठ करे मन लाई। ता पर होत है शम्भु सहाई॥

ऋनिया जो कोई हो अधिकारी। पाठ करे सो पावन हारी॥
पुत्र हीन कर इच्छा कोई। निश्चय शिव प्रसाद तेहि होई॥

पण्डित त्रयोदशी को लावे। ध्यान पूर्वक होम करावे॥
त्रयोदशी व्रत करै हमेशा। तन नहिं ताके रहै कलेशा॥

धूप दीप नैवेद्य चढ़ावे। शंकर सम्मुख पाठ सुनावे॥
जन्म जन्म के पाप नसावे। अन्त धाम शिवपुर में पावे॥

कहैं अयोध्यादास आस तुम्हारी। जानि सकल दुख हरहु हमारी॥

नित्त नेम कर प्रातः ही, पाठ करौं चालीस।
तुम मेरी मनोकामना, पूर्ण करो जगदीश॥
मगसर छठि हेमन्त ऋतु, संवत चौसठ जान।
अस्तुति चालीसा शिवहि, पूर्ण कीन कल्याण॥

Jai Ganesh Girija suvan, mangal mool sujaan.
Kahat Ayodhyadaas tum, deu abhay vardaan.

Jai Girija pati deen dayaala. Sada karat santan pratipaala.
Bhaal chandrama sohat neeke. Kaanan kundal naagphani ke.

Ang gaur shir Gang bahaaye. Mundmaal tan kshaar lagaaye.
Vastra khaal baaghambar sohe. Chhavi ko dekhi naag man mohe.

Maina maatu ki hve dulaari. Baam ang sohat chhavi nyaari.
Kar trishool sohat chhavi bhaari. Karat sada shatrun kshaykaari.

Nandi Ganesh sohai tah kaise. Saagar madhya kamal hai jaise.
Kaartik Shyaam aur Ganraau. Ya chhavi ko kahi jaat na kaau.

Devan jabahi jaay pukaara. Tab hi dukh Prabhu aap nivaara.
Kiya updrav Taarak bhaari. Devan sab mili tumahi juhaari.

Turat shadaanan aap pathaayau. Lav nimesh mah maari giraayau.
Aap Jalandhar asur sanhaara. Suyash tumhaar vidit sansaara.

Tripuraasur san yuddh machaai. Sabahi kripa kar leen bachaai.
Kiya tapahi Bhaagirath bhaari. Purab pratigya taasu Puraari.

Daanin mah tum sam kou naahi. Sevak stuti karat sadaahi.
Ved maahi mahima tum gaai. Akath anaadi bhed nahi paai.

Prakate udadhi manthan me jwaala. Jarat suraasur bhaye vihaala.
Keenh daya tah kari sahaai. Neelkanth tab naam kahaai.

Poojan Ramchandra jab keenha. Jeet ke Lank Vibhishan deenha.
Sahas kamal me ho rahe dhaari. Keenh pareeksha tabahi Puraari.

Ek kamal Prabhu raakheu joi. Kamal nayan poojan chah soi.
Kathin bhakti dekhi Prabhu Shankar. Bhaye prasann diye ichchhit var.

Jai jai jai anant avinaashi. Karat kripa sab ke ghatvaasi.
Dusht sakal nit mohi sataavai. Bhramat rahau mohe chain na aavai.

Traahi traahi main naath pukaaro. Yehi avsar mohi aan ubaaro.
Le trishool shatrun ko maaro. Sankat se mohi aan ubaaro.

Maat-pita bhraata sab hoi. Sankat me poochhat nahi koi.
Swami ek hai aas tumhaari. Aay harahu mam sankat bhaari.

Dhan nirdhan ko det sadaahi. Jo koi jaanche so phal paahi.
Astuti kehi vidhi karau tumhaari. Kshamahu naath ab chook hamaari.

Shankar ho sankat ke naashan. Mangal kaaran vighna vinaashan.
Yogi yati muni dhyaan lagaavai. Shaarad Naarad sheesh navaavai.

Namo namo jai namah Shivaay. Sur Brahmaadik paar na paay.
Jo yah paath kare man laai. Ta par hot hai Shambhu sahaai.

Riniya jo koi ho adhikaari. Paath kare so paavan haari.
Putra heen kar ichchha koi. Nishchay Shiv prasaad tehi hoi.

Pandit trayodashi ko laave. Dhyaan poorvak hom karaave.
Trayodashi vrat karai hamesha. Tan nahi taake rahai kalesha.

Dhoop deep naivedya chadhaave. Shankar sammukh paath sunaave.
Janm janm ke paap nasaave. Ant dhaam Shivpur me paave.

Kahai Ayodhyadaas aas tumhaari. Jaani sakal dukh harahu hamaari.

Nitt nem kar praatah hi, paath karau chalees.
Tum meri manokaamna, poorn karo Jagdish.
Magsar chhathi hemant ritu, samvat chausath jaan.
Astuti chalisa Shivahi, poorn keen kalyaan.

About the Shiv Chalisa

The Shiv Chalisa — the forty-verse hymn to Bhagwan Shiva (Mahadev, Bholenath), recited for strength, peace and the fulfilment of wishes.

A chalisa is a devotional hymn of forty (chalis) verses (chaupais), framed by opening and closing dohas (couplets). The Shiv Chalisa above is given in both Hindi (Devanagari) and English (Hinglish, Roman script) so you can read it in whichever script you are most comfortable with — switch between the two using the buttons above. It is traditionally recited with devotion, often after a bath and before the deity, especially on the day associated with the deity.